pappu

Pappu in fire brigade...
Lady called:"Mere ghar mein aag
lagi hai..
.
.
Pappu:"pani dalo pani...
.
.
Lady:"Pani dala hai per aag phir
bhi nahin
bhuji..
.
.
Pappu:"Phir hum akar kya krenge,
hum bhi to pani hi dalte hein...
Ek nepali himalaya ki pahad par bhed-
bakri chara raha tha.
Tabhi wahan se ek tourist nikla aur
usne ladke se pucha-
Tourist: yeh bhed kitna doodh de deti
hain?
nepali: O Sabji safed wali ya kaali wali?
Tourist: safed wali.
nepali: ji 2 ltr.
Tourist: aur kaali wali?
nepali: ji wo bhi 2 ltr.
Tourist: yeh uun kitna de deti hain?
nepali: ji safed wali ya kaali wali?
Tourist: safed wali.
nepali: ji 4 kilo.
Tourist: aur kaali wali?
nepali: ji wo bhi 4 kilo.
Tourist: saale agar dono barabar doodh
deti hain aur barabar unn deti hain to
yeh kya safed wali aur kaali wali laga
rakha hai??
nepali: Sabji wo baat aisi hai ki jo safed
wali bhed hain wo mere pitaji ji ki hain..
Tourist: aur kaali wali??
.
.
.
.
.
.
.
nepali: Wo bhi Pitaji ki hain.


The importance of number 4 in our
life!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
"chaar kitabien toh padh li,
ab chaar paise bhi kama lo,
warna chaar log kya
khahegay"

No comments:

Post a Comment

hii buddies how is this page